Manva Chal Shiv Dhaam
Aarde Lyrics
Manva Chal Shiv Dhaam Re Japata Chal Shiv Naam Re(2)
Manva Chal Shiv Dhaam Re Japata Chal Shiv Naam Re(2)
Vertha Jhamele Jhanjhat me Kahi Hona Jaye Sham Re
Manava Chal,
Manva Chal Shiv Dhaam Re Japata Chal Shiv Naam Re(2)
Tu Shiv Ka Sahara Lekhar Chalde Bhakti Ki Dagar Par
Rahonke Kaante Kankar Sab Dur Karenge Shankar
Dhwarepe Usake Aakar Charno Me Rakdena Sar
Janamo Ki Pyas Bhujegi Shiv Hai Karuna Ke Saagar
Moha Maaya KoTyag Tu Soya Kabase Jaag Tu(2)
Tere Kaam Jo Aayega Bas Ek Shiv Ka Naam Re||1||
Manva Chal,
Manva Chal Shiv Dhaam Re Japata Chal Shiv Naam Re(4)
Jis Pe Ho Daya Bhole Ki Voh To Hai Kismat Vaala
Devo Me Dev Ek Shankar Hai Bholenath Matavaala
Sab Bhakto Ke Rakhavaale Hai Mere Bhole Baaba
Sab Ko Sukha Dene Waale Hai Mere Bhole Baaba
Kan Kan Me Ramate Hai Kan Kan Me Dikhate Hai
Enaki Bhasma Lagayi Jisane Usaka Bana Har Kaama Re||2||
Manva Chal,
Manva Chal Shiv Dhaam Re Japata Chal Shiv Naam Re(4)
Shiv Pooja Karle Man Se Har Chinta Mite Jivan Se
Jivan hai Safal Ho Jaata Shiv Shankar Ke Simaran Se
Tu Jaanle Apane Man Me Kya Chavi Hai Shiv Darshan Ki
Shiv Aajayenge Ek din Tu Khol ivadiya Dil Ki
Pal Pal Shiv Ka Dhyan Kar Sacha Hai Kya PehechanKar
Shiv Ka Saral Gun Gaan Kar Tujako Lenge Tham Re||3||
Manva Chal,
Manva Chal Shiv Dhaam Re Japata Chal Shiv Naam Re(4)