Album:Kalakaar
Starring:Sridevi, Bappi Lahiri, Indeevar, Kunal Goswami
Music:Kalyanji, Anandji
Lyrics-Indeevar
Singers :Sadhana Sargam, Kishore Kumar
Producer:P. Anand Rao
Director:P. Sambhashiv Rao
Year:1983
Neele neele ambar par .. chand jab aaye
Pyar barsaaye .. humko tarsaaye
Aisa koyi sathi ho .. aisa koyi premi ho
Pyaas dil ki .. bujha jaaye
Neele neele ambar par chand jab aaye
Pyar barsaaye humko tarsaaye
Aisa koyi sathi ho aisa koyi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Ho .. oonche oonche parwat
Jab choomte hain ambar ko
Pyasa pyasa ambar
Jab choomta hai sagar ko
oonche oonche parwat
Jab choomte hain ambar ko
Pyasa pyasa ambar
Jab choomta hai sagar ko
Pyar se kasne ko baahon mein basne ko
Dil mera lalchaye koi to aa jaaye
Aisa koyi sathi ho aisa koyi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Neele neele ambar par chand jab aaye
Pyar barsaaye humko tarsaaye
Ho .. thande thande jhonke
jab baalon ko sehlayein
Tapti tapti kirnein
jab gaalon ko chhoo jaayein
thande thande jhonke
jab baalon ko sehlayein
Tapti tapti kirnein
jab gaalon ko chhoo jaayein
Saanson ki garmi ko haathon ki narmi ko
Mera man tarsaaye koi to chhoo jaaye
Aisa koyi sathi ho aisa koyi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Neele neele ambar par chand jab aaye
Pyar barsaaye humko tarsaaye
He .. Cham cham karta sawan
boondon ke baan chalaye
Satrangi barsaaton mein
jab tan-man bheega jaaye
Cham cham karta sawan
boondon ke baan chalaye
Satrangi barsaaton mein
jab tan-man bheega jaaye
Pyar mein nahane ko doob hi jaane ko
Dil mera tadpaaye khwaab jagaa jaaye
Aisa koyi sathi ho aisa koyi premi ho
Pyaas dil ki bujha jaaye
Neele neele ambar par chand jab aaye
Pyar barsaaye humko tarsaaye
La La La La laa laa .. La La La La laa laa