Matargashti Song Lyrics From Tamasha (2015) | Hindi Movie

AARDE NETWORK

Album: Tamasha

Starring: Ranbir Kapoor, Deepika Padukone
Music:  A.R Rahman
Lyrics-Irshad Kamil
Singers :Mohit Chauhan
Producer:Sajid Nadiadwala
Director: Imtiaz Ali 
Year: 2015






Na na na na...

Matargashti khuli sadak mein
Tagdi tadak bhadak mein
Oley gire sulagte se sulagte se sadak mein
Chhatri na thi bagal mein
Aaya hi naa akal mein
Ke bhaage hum ya bheege hum akad mein

Toh socha phir
Geela hua hai wo sukhana ho ho... broom
Chaahe zanana ya mardana ho ho...

Attention
Phenka nayaa paasa
Phir de gayi jhansa
Aivein mujhe phansa
Teri aisi ki ho taisi zindagi

Phenka nayaa paasa
Phir de gayi jhansa
Aivein mujhe phansa
Chirkut zindagi you know

Na na na...
Tang tang tang taun
Tang tang tang tadaun
Ma ma tang tang thcu thcu

Tu hi hai wo
Jis se khela tha main kho-kho khela kho kho
Tu hai laila shirin sohni juliet
Sun lo, mujhko dhoondo na jungle mele mein
Whatsapp pe hoon ha ha...

Na tera na mera zamaana ho ho...
Na ye zanaana na mardana ho...
Pakad paana

Phenka nayaa paasa
Phir de gayi jhansa
Aivein mujhe phansa
Chirkut zindagi you aauw

Tu hi hai wo
Jisne khenchi meri dhoti dhoti khenchi
Ab tu dhoonde kahaan bande
Na main kaaba kaashi
Main twitter pe hoon
DP meri dekho hoo ooh hoo

Sun re sun beliya
Dil ne dhokha diya
Aankhein mili tumse naazani
Mere hosh-o-hawaas kho gaye
Dil ne ro roka
Yeh aankhein hain dil ki zubaan
Khwaab roz roz dekhe naye
Ho.. dil ka bhanwar bole sun sathiya
Chhup na dupatte mein tu oh chhaliya
Prem pujari ke.. dil ka bayaan
Hota raha rota raha priye
Toh phir...

Tang tang tang taun
Tang tang tang tadaun
Ma ma tang tang thcu thcu

Matargashti khuli sadak mein
Tagdi tadak bhadak mein
Oley gire sulagte se sulagte se sadak mein
Chhatri na thi bagal mein
Aaya hi naa akal mein
Ke bhaage hum ya bheege hum akad mein

Toh socha phir
Geela hua hai jo sukhana ho ho... broom
Chaahe zanaana ya mardana ho ho...

Attention
Phenka naya paasa
Phir de gayi jhansa
Aivein mujhe phansa
Teri aisi ki ho taisi zindagi

Phenka naya paasa
Phir de gayi jhansa
Aivein mujhe phansa
Chirkut zindagi you know


Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)